Asar Kare Na Kare, Sun To Le Meri Faryad Nahin Hai Dad Ka Talib Ye Banda’ay Azad Whether Or Not It Moves You, At Least Listen To My Complaint— It Is Not Redress This Free Spirit Seeks. Ye Musht-E-Khaak, Ye Sar Sar, Ye Wusaat-E-Aflak Karam Hai Ya Ke Sitam Teri Lazzat-E-Ijad This Handful Of Dust, This Fiercely Blowing Wind, And These Vast, Limitless Heavens— Is The Delight You Take In Creation A Blessing Or Some Wanton Joke? Thehar Saka Na Huwa’ay Chaman Mein Khaima’ay Gul Ye Hai Fasal-E-Bahari, Ye Hai Baad-E-Murad The Tent Of The Rose Could Not Withstand The Wind Blowing Through The Garden: Is This The Spring Season, And This The Auspicious Wind? Kasoorwar, Ghareeb-Ud-Diyar Hun, Lekin Tera Kharaba Farishte Na Kar Sake Abad I Am At Fault, And In A Foreign Land, But The Angels Never Could Make Habitable That Wasteland Of Yours. Meri Jafa Talbi Ko Duaen Deta Hai Woh Dasht-E-Sada, Woh Tera Jahan-E-Bebunyad Gratefully Remembers My Love Of Hardship. That Stark Wilderness, That Insubstantial World Of Yours Khatar Pasand Tabiyat Ko Saazgaar Nahin Woh Gulistan Ke Jahan Ghaat Mein Na Ho Sayyad An Adventurous Spirit Is Ill At Ease In A Garden Where No Hunter Lies In Ambush. Maqam-E-Shauq Tere Qudsiyon Ke Bus Ka Nahin Unhi Ka Kaam Hai Ye Jin Ke Hosle Hain Zayyad


Post a Comment

0 Comments