Ye nigahyn mast ki mastiyan

Shahrukh717
Ye nigahyn mast ki mastiyan,,
Kisi bad naseeb pe daaldy,,
Kisi dard mand ky kaam aa,,
Kisi doobty ko ochal dy,,
Main isi khayal sy aaj tak,,
Usy dil ki baat na keh saka,,
K wo drd-e-dil sy hai be khabar,,
Kahin muskura ky na taal dy,,

Post a Comment

0 Comments